Question:
Kal Tarawih ki namaz miss ho gayi. Kya Fajr ke baad qaza kar sakta hoon
Answer:
In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.
As-Salāmu ‘Alaykum Wa-Rahmatullāhi Wa-Barakātuh.
Tarawih ki namaz ka waqt Isha padhne ke baad se Fajr tak hai.[1] Agar Tarawih ki namaz chut jai to us ki koi qaza nahi hai.[2]
English:
The time for Tarawih Salah is from after performing Isha until Fajr. If Tarawih Salah is missed, there is no Qadha for it.
And Allah Ta’ala Knows Best.
Adil Sadique
Student Darul Iftaa
New York, USA
Checked and Approved by,
Mufti Muhammad Zakariyya Desai.